Friday, March 13, 2009
14.03.09
good morning...kal ka ek khatta meetha din ke baad...aaj bahut dino baad bed se jaldi utha..nasta pani karke..laptop par beth gaya..orkut main holi ka do pic upload kiya...uske baad bolgging..mera toh padhai gaya chule main...dekhte hain aaj ke din main aur kya kya din dekhne padenge...aaj match bhi hai..wo bhi miss karna padega...10 baje college hai na...shaam ko doston ke saath puri jane ka plan hai..par ghar main turr turr ho rahe hain..1 mahine baad exam jo hai...ok..abhi keliye itna hi kafi hai...have a good day..
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
.jpg)
PITAJI KA ORDER ITNA MANTE HO......??exams ke liye padhai kab shuru karoge...
ReplyDeleteWah bhaiyya
ReplyDelete